MovieJaane Tu Ya Jaane Na
Music Director
– A R Rahman
Singer
– A. R. Rahman


tu bole glass adha khali…
main boloon adha bhara…
main boloon kitna saara…
tu bole zara zara…

main boloon din hai to…
tu bole raat nahin…
baat to wahi hai na…
bus wohi baat nahin…

baat to hai bus yahi ke…
meri baat bas…

jaane tu…
jaane tu ya jaane na…
maane tu…
maane tu ya maane na…

jaane tu…
jaane tu ya jaane na…
maane tu…
maane tu ya maane na…

tu soch yeh zindagi hai…
yeh na badlegi kabhi…
main sochoon, sab badalta hai…
tu na badlegi kabhi…

main sochoon tu hi tu…
meri koi aur nahin…
tu soche main hoon tera…
bus tera, koi aur nahin…

koi aur ho ya na ho…
tu hai, main hoon, bas…

jaane tu…
jaane tu ya jaane na…
maane tu…
maane tu ya maane na…

jaane tu…
jaane tu ya jaane na…
maane tu…
maane tu ya maane na…

Lyrics:

  1. Pappu Can’t Dance -Jaane Tu Ya Jaane Na
  2. Jaane Tu Mera Kya Hai -Jaane Tu Ya Jaane Na
  3. Nazrein Milana Nazrein Churana -Jaane Tu Ya Jaane Na
  4. Kabhi Kabhi Aditi Zindagi - Janne Tu Na Janne Na Song

Related Posts by Categories




0 comments