Main Sajda - Good Luck Lyrics

Posted by Mohammed Tabraiz Ali | 1:56 PM | | 0 comments »

Movie : Goodluck
Song : Main Sajda
Playback Singer : Sukhvinder Singh and Shilpa Rao
Music Director : Anu Malik
Starcast : Aryeman, Sayali Bhagat, Ranvir Shorey, Lucky Ali
Producer : Jagdish Sharma, Karan
Director : Aditya Datt

Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma
Chaahatein kya kya dil mein chaah ke bhi keh naa paun
Ek lamha ek pal bhi bin tumhare reh naa paun
Dil ye mera rab se maange tu nazar ke paas rehna
Ishq mein ab jeena marna ishq hai ab mujhko kehna

Tujhe pehloo mein, aaja bhar loon, main tujhpe mar loon, main sajda

kar loon
Adayein meri wafayein meri tabassum mera tumhare liye
Tum hi se hai rahat tumhari rahat tumhari kasam rahat tumhari kasam
Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma
Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma

Ishq mein jeena ishq mein marna ishq siva main kuch na karna
Har mausam hai ishq ka mausam ishq ke dum se tu na darna
Ishq hi karna, ishq hi karna, ishq hi karna

Nazar pe pehra jubaan pe pehra, nahi ho sakta ishq hai gehra
Tumhe sochti tumhe chaahti tumhe maangti aathon peher
Tum hi se hai saanse meri saanse meri jaan e man saanse meri jaan e

man
Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma
Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma

Chaahatein kya kya dil mein chaah ke bhi keh naa paun
Ek lamha ek pal bhi bin tumhare reh naa paun
Dil ye mera rab se maange tu nazar ke paas rehna
Ishq mein ab jeena marna ishq hai ab mujhko kehna
Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma
Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma
Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma
Aayi aayi aayi yappa mamma Aayi aayi aayi yappa mamma

Related Posts by Categories

0 comments